Posts

Showing posts from 2019

कृष्ण

भारत में नबियों के बाद मुसलमानों के सबसे आदरणीय श्रीकृष्ण : जन्माष्टमी मबारक हो ……………………………………………………………………… इस्लाम में तकरीबन सवा लाख पैगम्बरों का जिक्र मिलता है। ज...

मुस्लिम कैलेंडर

मुस्लिम कैलेंडर में महीने किसी विशेष मौसम के साथ सम्बद्ध नहीं होते हैं। क्योंकि मौसमों का आगमन सूर्य की स्थिति पर निर्भर है जबकि मुस्लिम कैलेंडर में महीने की गणना चन्द्...

Ali Maula kaun hain ?

Kaun hain hamare Ali? Ali wo Jiske liye RasoolAllah SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne farmaya: "Aadam Alaihissalam ki takhleeq se 14 hazaar saal pehle Mai aur Ali Allah ki Bargah me Ek Noor they." Ali wo Jiske liye RasoolAllah SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne farmaya: "Ali ko Meri Mitti se banaya gaya." Ali wo Jiske liye RasoolAllah SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne farmaya: "Mai aur Ali Ek He Nasab se Hain!" Ali wo Jiske liye RasoolAllah SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne farmaya: "Mai aur Ali Ek He Darakht se Paida Hue Hain! (yaani Ek He Shajra, Ek He Nasab)" Ali wo Jiske liye RasoolAllah SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne farmaya: "Ali ka Gosh Mera Gosh hai aur Ali ka Khoon Mera Khoon hai." Ali wo Jiske liye RasoolAllah SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne farmaya: "Ali Mujhse hai aur Mai Ali se Hun." Ali wo Jiske liye RasoolAllah SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne fa...

Beautiful Hadith

Hazrat Umar se pucho Hasnain Kareemain Kaun Hain! "Badi Imaan Afroz riwayat Hazrat Abdullah ibne Abbas RadiAllahu Anhuma farmate hain jab Madayen Fatah hua, Iraq aur Baghdad aur Madayen ye sab Iran ke subey aur ilaake they. To jab Madayen Fatah hua to Maal-e-Ganimat aaya aur wo saara Maal-e-Ganimat Masjid-e-Nabwi me Sayyeduna Umar-e-Farooq RadiAllahu Anhu ne dher laga diya. Aur dher lagakar uske baad dene lage. Sabse pehle Aapne Sayyeduna Imam Hasan-e-Mujtaba ko aawaz di. Aur Imam Hasan-e-Mujtaba ko Aapne 1000 dirham pesh kiye bade Ikraam ke sath. Uske baad Aapne Sayyeduna Imam-e-Hussain ko aawaz di aur bade Ikram aur Tazeem ke saath Unko bhi 1000 dirham pesh kiye. Fir Wo baithgaye to teesre number pe Aapne Apne Sahabzaade Hazrat Abdullah bin Umar ko bulaya. Jab Wo aaye to Unko usi me se Aapne 500 dirham, aadhi raqam pesh ki. Unhone Imam Hasan-e-Mujtaba ko 1000 dirham Imam Hussain ko bhi 1000 dirham magar Apne Bete Abdullah ko 500 dirham. Hazrat Abdullah bin Umar RadiAllahu Anhu...

क्या खुदा शरीर धारी है ?

कुछ हिन्दू और आर्य समाजी भाई जो इस्लाम धर्म के प्रति कुंठा रखते है, वो इस्लाम धर्म के प्रति सदैव दुष्प्रचार करते रहते है। और वो अक्सर आम मुसलमानों में इस्लाम के प्रति शंका...

Kissing thumbs after hearing The name of Muhammad ( peace be upon him)

Why do we kiss our thumbs after hearing the name of Sayyiduna Muhammad Sallallahu alaihi wa sallam? Is it from the Indian Sub continent only? Kissing the Thumbs الحمد للّٰه الذي نورعيون المسلمين بنورعين اعيان المرسلين، والصّلاة والسلام علي نورالعيون سرورالقلب المحزون محمد نالرفيع ذكره في الصلاة والاذان، والجيب اسمه عند اھل الايمان، وعلى اٰله وصحبه والمشروحة صدورھم لجلال اسراره والمفتوحة عيونھم بجمال انواره، واشھد ان لاالٰه الا اللّٰه وحده لاشريك له، وان محمّدا عبده ورسوله بالھدى ودين الحق ارسله صلى اللّٰه تعالٰى عليه وعلٰى اٰله وصحبه اجمعين، وعلينا معھم وبھم ولھم يا ارحم الراحمين اٰمين When hearing the Muazzin proclaim, "Ash'hadu anna Muhammad ar­-Rasoolullah" it is preferred (Mustahab) to kiss the two thumbs or the shahaadat finger and place them on the eyes. There are many spiritual, religious and worldly benefits associated to this, as well as numerous Ahadith documenting its practice. Doing so is even practiced by the Sahaaba, and Muslims everywhere perform it i...

Pant fold karke namaz padhne ka hukm

Pant fold karkay namaz padhna kaisa OR Kapde Samet k Namaz Padhna Kaisa ? Mauzooda Daur me ye bhi ek bahes o mubahisa ka unwaan ban gaya hai aur ye masle masjid me dekhne milte hai k log PANT AASTIN ko fold karlete hai aur Namaz padhna shuru karte hai par jab unko kaha jaaye k Pant ka Sameta Huwa Hissa kholdo Aastin Na Chadao, Namaz Makrooh e Tehrimi Hai Dohrani padegi to wo maante nahi behas karte hai aur apni kam ilmi ko Ilm saabit karne lagte hai ye maamlaat hamesha awaam me bahes ka mauzu hota hai kyuki pant shirt wohi pehnte hai Ulema Muballigeen k Libas to ALHAMDULLILAH Sunnat k mutabik hote hai aur is jahilo k firqo ko badi galat fehmi ye hogyi hai k Ahle Sunnat bas kisse kahani sunate hai dalil aur hawale nhi dete apne har aqaid me phir wo Hazrat Farooque Khan Razvi Sahab k bayanat ho ya hamare written post ho humne koi baat bina dalil pesh hi nahi ki har ek k saboot me dalilo k ambaar laga diye hai aur usme bhi zyada tar hawala Siha Sitta se hi quote hote hai ALHAMDULLILAH t...